It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Aankh ban jati hai sawan ki ghata shaam k baad within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Aankh ban jati hai sawan ki ghata shaam k baad Lot jata hai agar koi khafa shaam k baad Woh ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Aankh ban jati hai sawan ki ghata shaam k baad Lot jata hai agar koi khafa shaam k baad Woh jo tal jate rahi sir say bala shaam k baad Koi to tha k jo deta tha dua shaam k baad Aahain bharte hai shab-e-hijar yateemon ki tarah Sard ho jate hay her roz hawa shaam k baad Shaam tak qaid raha kartay hain dil k undar Dard ho jatay hain saray he haray shaam k baad Log thak haar kay so jatay hain laiken jana Hum nay khush ho kar tera dard saha shaam k baad Shaam say pehlay talak laakh sulaey rakhain Jaag uthtey hai muhabbat kee aana shaam k baad Chand jab ro k sitaron say galay milta hayi Ek ajab rang ki hoti hai fiza shaam k baad Hum nay tanhai say poocha k milo gee kab tak Uss nay B-cheni say foren he kaha, shaam k baad Tum gaey ho to siya rang k kapray pehnay Phirtee rehte hai meray ghar main qaza shaam k baad Lot aate hai meri shab ki ebadat khali Janay kis arsh pay rehta hai khuda shaam k baad Koi bhola hua ghum hai jo musalsil mujh ko Dil k pataal say daita hai sada shaam k baad Maar deta hai ujar janay ka dohra ehsaas Kaash ho koi kise say na juda shaam k baad
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#2
| |||||
| |||||
| Maar deta hai ujar janay ka dohra ehsaas Kaash ho koi kise say na juda shaam k baad wahhh!! khoobsurat intikhaab
__________________ "kahii.n aisaa naa ho daaman jalaa lo hamaare aa.Nsuo.n par Khaak Daalo |
|
#3
| |||||
| |||||
| Zabardast Jiii Ajj tu buhat umdah Intekhabat share kar rahi hain app Buhat khoob Keep sharing Khush Rahiay ![]()
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| bahat khub .....
__________________ ![]() ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| thanx all of u................ |
|
#6
| |||||
| |||||
| Salaamm khub khub aik aur umda sharing
__________________ A F S A N A |
|
#7
| |||||
| |||||
| very nice..........:flowe r3
__________________ “ Mujhy GUmaN Tha Chaha BhOut Zamane nY MUjhY MeiN AzeeZ sUbkO Tha MaGar ZUrato'N ki Tarha'N .. ” |
|
#8
| |||||
| |||||
| thanx both of u................... . |
|
#9
| |||||
|