It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Aaiye....Apni pasandidah ghazlain hum se share kijiye within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ahaan,,nice thread /khikhi ..main bhi share karooongii...dhair saaari ghazlain .blushy...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [9] |
|
#11
| |||||
| |||||
| ahaan,,nice thread /khikhi ..main bhi share karooongii...dhair saaari ghazlain .blushy
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#12
| |||||
| |||||
| is say pehlay ke mystique aap meri bhi class laga dain ke main ne share kiyon nahin ki....i m goin 2 share /zpghh /ydance gulon main rang bharay ,,baad-e-no bahaar chalay chalay bhi aao ke gulshan ka karobaar chalay qafas udaas hai yaro, saba say kuch to kaho kahin to behr-e-khuda aaj zikar-e-yaar chalay bara hai dard ka rishta, yeh dil ghareeb sahi tumharay naam pay aa'ain gay ghamgusaar chalay jo hum pe guzri so guzri magar shab-e-hijraan humaray ashk teri aaqbat sanwAar chalay hazoor-e-yaar huwi daftar-e-janoon ki talab girahh main le ke girebaan ka taar taar chalay muqaam FAIZ koi raah main jacha hi nahin jo kooay yaar say niklay to sooay daar chalay by FAIZ AHMED FAIZ chalain bach gayin aap class lagnay se .....ye mere bhi favourite poem hai ....waisay main ne nazmain share karnay ki bhi thread start ki hai wahan bhi aap ka intezaar rahega@};- Last edited by mystique; 02-13-2005 at 11:24 AM.. |
|
#13
| |||||
| |||||
| shaayad abhii hai raakh me.n ko_ii sharaar bhii shaayad abhii hai raakh me.n ko_ii sharaar bhii kyo.n varnaa intazaar bhii hai iztiraar bhii dhyaan aa gayaa hai marg-e-dil-e-naamuraad kaa milane ko mil gayaa hai sukuu.N bhii qaraar bhii ab Dhuu.NDhane chale ho musaafir ko dosto hadd-e-nigaah tak na rahaa jab Gubaar bhii har aastaa.N pe naasiyaa_farsaa hai.n aaj vo jo kal na kar sake the teraa intazaar bhii ik raah ruk ga_ii to ThiThak kyo.n ga_ii 'Ada' aabaad bastiyaa.N hai.n pahaa.Do.n ke paar bhi |
|
#14
| |||||
| |||||
| bohat ache nazam hai
__________________ Zahid Saleem Chudary |
|
#15
| |||||
| |||||
| Quote:
bahot khoobsurat ghazal share ki hai aap ne primitive....aur ka intezaar rahega
__________________ ![]() |
|
#16
| |||||
| |||||
| Quote:
jazakAllah |
|
#17
| |||||
| |||||
| nice @};- @};-
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#18
| |||||
| |||||
| i m "hazir" again vd 1 of my fev ghazal .blushy ab ke hum bichray to shayad..kabhi khuwaabon main milain jiss tarha sookhay huwe phool kitabon main milain dhoond ujray huwe logon main wafa ke moti yeh khazanay tujhe mumkin hai kharabon main milain gham-e-duniya bhi gham-e-yaar main shamil kar lo nasha barhta hai sharabain jo sharabon main milain tuu khuda hai na mera ishq farishton jaisa dono insan hain to kiyon itnay hijabon main milain aaj hum daar pay kheenchay ga'ay jin baton par kiya ajab kal woh zamanay ko nasabon main milain ab na woh main hoon , na tuu hai,,na woh maazi hai FARAZ jaisay do sa'ay tamanna ke sarabon main milain by AHMED FARAZ |