~Maanta to ma bhe houn~ | | Sourat aina to ma bhe houn
Roze shab tout'ta to ma bhe houn
Khuwab mein jagne ki adat hai
Nind mein bolta to ma bhe houn
Yaar!aik masla hai yeh dunia
Yaar!aik masla to ma bhe houn
Ais jahan-e-khrab k piche
Dourta baghta to ma bhe houn
Ma nahi janta mohabat ko
Haan magar manta to ma bhe houn /happy |