View Single Post
  #22  
Old 12-19-2003, 10:11 AM
dove's Avatar
dove
Guest
 
Posts: n/a

Tutorials:

Default

....

woh nahi hai to ous kee aas rahay
aik ja'ay to aik paas rahay

aik doosray kee shakal diakhtay rahein
aa'inaa aa'inay kay paas rahay

aaj ham sab kay saath khoob hansay
aur phir dair tak udaas rahay