Thread
:
[SOLVED] ..........Bashir Badar.........
View Single Post
#
17
12-18-2003, 11:41 PM
danmurfi
Guest
Posts: n/a
Tutorials:
permalink
/aoa
sar jhukaao gey to paththar devta ho jaayega
itna mat chaho usey woh bewafa ho jaayega
ham bhi darya hain hamein apna hunar maloom hai
jis taraf bhi chal parein gey raasta ho jaayega
Allah hafiz
danmurfi