Perwaana aur kiyaa kertaa | | salam
I am Back Now !!! ::yessir
Perwaana Jalnaa Naa seekhta , to aur kiyaa kertaa
Shamaa ne koi raasta jo na chora tha, apne paas aane ka
phool mehiknaa na seeekhta to aur kiyaa kertaa
kaanton ne ielaaan jo kerdiyaa berukheee ka
sooraj dhalnaa na seekhta to aur kiyaa kertaa
Chand ne waada jo kiyaa tha ubherne ka
Aankhen takeraana na seekhteen to aur kiyaa kerteen
Dil ne aaienaa jo banadiya unhen, apne muhabbat ka
dil rona na seekhta to aur kiyaa kertaa
Ishq ne bahana jo dhoond liyaa , terpaane ka
Majnoo deewange na seekhta to aur kiyaa kertaa
lelaa ne jalwaa jo dikhaa diya,apne husn ka
bandaa saber na seekhta to aur kiyaa kertaa
majbooriyon ne band jo kerdiyaa derwAZA , raah guzer ka |