AssalamoAlaikum,
Socha Ghazal section mein bhi kuch share kar diya jaye, aaj kal zehan mein pata nahi kyon Munni Begam ki gayi hui yeh ghazal bohat gardish kar rahi hai ...
Aasman se Utara gaya
Zindegi de maara gaya
Ishq jis ne kiya Soch le
Wo to be-moat Maara gaya
Mujh ko Sahil ka de ke Faraib
Moat ke Ghaat Utara gaya
Meri Mehfil se Wo kya gaye
Saath mein Dil Hamara gaya
Moat se bhi na Jo Mar saka
Uss ko Nazroo'n se Maara gaya