
05-10-2008, 04:58 AM
|
 | Abdul | | | Join Date: Jul 2007 Location: makkah Age: 22
Posts: 8,069
My Mood: Thanks: 1
Thanked 153 Times in 146 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 437 | |
Re: Gungunatay hove anchal ki hawa day mujh KO | | Quote:
Originally Posted by m.shaheen Gungunatay hove anchal ki hawa day mujh KO
Ungliyan phair kar balloon mein, sula day mujh KO
Jis terhan falto Guldan paray rahtay hain
Apnay ghar kay kisi konay say laga day mujh ko
Yaad kar k mujhe takleef hi hoti ho gi
Eik qisa hoon purana SA bhula day mujh KO
Dubtay Dubtay Awaz tere sun jaon
Akhri bar tu sahil say sada day mujh ko
Dekh mein ho gaya badnam kitabon ki terhan
Mere tasheer na kar ab tu jala day mujh ko
Roothna tera mere jaan liya jata hay
Aisay naraz na ho hans k dekhay ley mujh ko
Aur kuch bhi nahi manga meray malik tujh say
Us ki galion mein pari khak bana day mujh ko
Loog kahtay hain ka ya ishaq nugal ja ta hay
Mein bhi is ishq mein aa ya duaa day mujh ko
Yahi oqat hay mere tere jeewan mein kay mein
Koi kamzoor sa lamha hoon bhula day mujh ko | nice ! |