Anjaan ban k guzar gay ho pass say humaray
Palat k dekh lo zara dost koi purana hoga
it s ur fist post, mubaraqbaad aapko, bahut khoob, nice sharing & welcome to
HG, stay active n enjoy the site, it s up 2 u how much u may utilize this site.
Tanha he chalay thay tanha he chalnay do
Sang humaray kahan bhala yeh zamana hoga
aur is ashaar ke baare mein main ek baat kahoonga
khud hi uthana padta hai apna thaka haara toota bana
ki jab tak saansen chalti hain koi kandha nahi deta