Quote:
Originally Posted by humniz labon pay harf na hkoi sawal rakhta tha kabhi main zabt main intna kamal rkhta tha khabar kahan thi mujhy wo bhool jay ga ek ek cheez jo meri sambhal rkhta tha bicharty waqt bazahir to kuch na bola tha magr nigah main so so sawal rakhta tha wo muskura kay boht dair chup sa raha hansi ki ar main jaise malal rakhta tah suna hai ab log usay boht sataty hain jis aik shakhs ka main boht khayal rkhta tha |
buhat ummda ....very nice