Quote:
Originally Posted by m.shaheen THANX Again Aryan jee aap bilkul shirminda na ho pharny waly k zhoq per hota hai k likhny waly ki baat ko samj saky aap sab ki dua ho tou zroor likhty rhy gay.aryan jee kia baat hai ajkal aap b poet ban gay. ya bana diy gay....... |
main pahle se hi likhta tha lekin beech mein kuchh arse ke liye likhna band kar diya tha, ab phir se likhna start kar raha hoon

,
jaisa bhi ho sakta hai ek kahawat suni hogi aapne
kahin ka eent kahin ka roda
bhanumati ne kunba joda
kuchh aisa hi hai kahin na kahin se bana hi lete hain kuchh na kuchh.
