Re: Hansne nahi deta kabhi roney nahi deta | | Bahut hi umda sharing hi Naila ji
sab se zyada acha yeh ashaar laga mujhe
Kehta tuo bohat hai ke khalaa hai merey andar
Lekin wo kahein hum ko samoneu nahi deta
sachai hai in baaton mein
__________________ rukiye zara sa khud ko sambhaloon
aisa na ho kahin jaan ganwa loon
bas humko to aapka hai gham
apna kya hai rahen na rahe hum |