Quote:
Originally Posted by ayankhan Kisi se koi gila nahi mere bakhat main hi zawaal hai Hain khar khar musafatain or mera shehar-e malal hai Wo ik lamha wisaal ka jo tere liye naqsh-e aab tha Mere liye mata’ hayyat wohi aik lamha wisaal hai Tere sitam ki shikayatain kron to biyan kis se karon Main jahan gai mujhe jo mila wohi tera hum khayal hai Kabhi rote rote hansa diya kabhi hanste hanste rula diya Y teri hi chah ka sehar hai y tere hi ishq ka kamaal hai Na wo mere zehan se maho’w hua ma ne kia kia na jatan kiy Pa kar bhi us ka khayal tha kho kar bhi us ka khayal hai |
Wah bohat khoosurat sharing G!