Quote:
Originally Posted by silent atitude Door tak chahe thay badal or kahin saya na tha is tarhan barsat ka moasam kabhi aaya na tha kya mila aakhir tujhe saayon k peechay bhaag kar aay dil-e-nadaan, tujhe kya humne samjhaya na tha uff ye sannata k aahat tak na ho jis mai mukhal zindagi mai is qadar humne sukoon paya na tha khoob roye chipak k ghar ki chaar diwari mai hum haal-e-dil kehnay k qabil koi humsaya na tha
|

bhai wah kya lazawaab gazal kahi hai apne