Meri Awaaz Ki Talkhee Ko Gawaraa Kar Lay | | Dil Main Bikhrey Hoyee Jaloon Say Pareshaan Na Ho
Mere Guzrey Hoyee Saloon Say Pareshaan Na Ho Meri Awaaz Ki Talkhee Ko Gawaraa Kar Lay
Mere Gustakh Sawaloon Say Pareshaan Na Ho Main Ne Maa'na Teri Ankhain Nahi Khulti Magar
Din Nikalne Day,Ujaloon Say Pareshaan Na Ho Apni Zulfoon Main Utarti Hoyee Candni Ko Chupa
Mere Bekhrey Hoyee Baloon Say Pareshaan Na Ho Aayee Nahee Dost Main Bharpor Hawa Hon Teri
Mere Mazi K Hawaloon Say Pareshaan Na Ho Daikh Yoon Door Na Ho Mujh Ko Laga Lay Dil Say
To Meri Rooh K Cha'loon Say Pareshaan Na Ho Khud Ko Weraan Na Kar Mere Liya,Jaan Meri
In Pareshaan Khayaloon Say Pareshaan Na Ho.!!
__________________ gHaN!MAt hAy kE hANs kEr bAaT kEr La!N...
hUmAy mUT cHeR!Ye hUm sEr pH!RaY hA!N |