Main Kab Kehta Hunnn....... | | MAIn kab kehta hun wo acha bauht hai Magar is ne mujhe chaha bauht hai Khuda is shehar ko mehfooz rakhe Ye bachoon ki tarah hansta bauht hai Mai har lamhe mai sadyan dekhta hu Tumhare saath aik lamha bauht hai Mera dil barishoon mai phool jaisa Ye bacha raat mai roota bauht hai Wo ab lakhoon dilon se khelta hai Mujhey pehchan le itna bauht hai............ |