my 1st ghazal in hallagulla | | kesa ye ab aasra hay konsa wo ab tera hay... kon larta hay akelay ye to apna hosla hay... aaj ankhein q na bheegain koi jo dil se mila hay... toot ta hay kbi jur jata hay ajab chahtoo ka silsila hay... waqt kay he yar hain sab teri yari say khula hay... wo to apna b nahi hay dil ba zid k wo mera hay... hum pe ab wo b hain hasty ye he chahat ka sila hay... sath de kay wo raqiboo ka qasam khata hay,mera hay... bay sbab ronay lagay ho kuch btao,kya hua hay... |