Khoya Tumhay Aisay Kay Apna Nishaa地 Kho Baithay
Khoya Tumhay Aisay Kay Apna Nishaa地 Kho Baithay
Na Pa Sakay Manzilain Aur Karwaa地 Kho Baithay
Ajab Saneha, Hay Sab Kuch, Aur Sara Jahaa地 Kho Baithay
Qadmon Say Zamee地 Serkee, Sar Say Aasmaa地 Kho Baithay
Hooey Afshaa Raaz Sab Aur Raazdaa地 Kho Baithay
Sehraa Main Hain Kharay Aur Gulsitaa地 Kho Baithay
Dushman Hooa Zamana, Halqa-e-Dostaa地 Kho Baithay
Bass Yaad Rahee地 Galyaa地 Un Ki Apna Makaa地 Kho Baithay
Toofaan-e-Baad-o-Baraa地 Main Ham Aashiyaa地 Kho Baithay
Khoya Tumhay Aisay Kay Apna Nishaa地 Kho Baithay ....