<TABLE cellSpacing=0 width="100%" bgColor=#000033 background=http://mail.yahoo.com/config/login?/twisted_back1.jpg border=0><TBODY><TR> <TD width="100%"><TABLE cellSpacing=0 cellPadding=2 width="100%" bgColor=#ffffff border=0><TBODY><TR> <TD width="100%" bgColor=#ffcc00><TAB LE cellSpacing=0 width="100%" background=http://mail.yahoo.com/config/login?/twisted_back1.jpg border=0><TBODY><TR> <TD width="100%" bgColor=#ffcc33>
<TABLE cellSpacing=0 cellPadding=0 width="100%" bgColor=#000000 border=0><TBODY><TR> <TD align=middle width="100%">
Dil hijir kay dard se bojhal haii......
Dil hijir kay dard se bojhal hai,ab aan milo tu behtar hai Is baat say hum ko kiya matlab, yeh kaisay ho yeh kyun kar ho Ek bheeg kay doono kaasay hain ,ek piyaas kay doono piyasay hain
Hum khaiti hain, tum baadal ho,hum nadiiya hain tum saagar ho
Yeh dil hai kay jaltay seenay mein,ek dard ka phoora allaar sa
Na gupth rahay, na phooth behay,koi marhum koi nashtar ho
Hum saanjh samay ki chaaya hain,tum charti raat ki chandarmaa
Hum jatay hain ,tum aatay ho,phir mail ki surat kyun kar ho
Ab husun ka rutba aalee hai,ab husun say sehra khali hai
Chal basti mein banjara ban,chal nagri mein saudagar ho
Ab INSHA JI ko bulana kiya,ab piyaar kay deep jalana kiya
Jab dhoop aur chaaya ek se hoon,jab din aur raat barabar ho
Woh raatein chaand kay saath gaien, woh batein chaand kay saath gaein
Ab sukh kay sapnay kiya dekhein , jab dukh ka suraj sar par ho
</TD></TR></TBODY></TABLE>
</TD></TR></TBODY></TABLE>
</TD></TR></TBODY></TABLE>
</TD></TR></TBODY></TABLE>