Quote:
Originally Posted by angelhere aaya tha ghar sa.Nvaarane ehasaan kar gayaa barbaadiyo.n kaa aur bhii saamaan kar gayaa ab tak rahii us kii yaad merii zindagii ke saath do char pal kii mujh se jo pahachaan kar gayaa aa.Nkho.n ne jis ke shauq me.n raate.n sajaa_ii thii.n Khvaabo.n ke anjuman vahii viraan kar gayaa jho.nkaa nasiim-e-subah kaa aayaa to thaa magar gul_shan kii har kalii ko pareshaan kar gayaa |
very nice dear friend, i hope you will be fine.
thanks and keep it up nice poetry.