
03-05-2008, 05:51 PM
|
 | Shrekan Nu agg lagdi | | | Join Date: Jan 2008 Location: Deyar-e-Ghair Age: 18
Posts: 8,656
Country: Tutorials:
0 My Mood: Thanks: 25
Thanked 406 Times in 339 Posts
Nominated 1 Time in 1 Post TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 547 | |
Re: Ya Na The Humari Qismat K Wisal-e-yaar Hota | | Quote:
Originally Posted by Lali_2008 Ya Na Thee Humari Qismat K Wisal-e-yaar Hota
Agar Or Jeetay Rehtay Yahi Intazar Hota
Tere Waday Per Jiyee Hum Tu Her Jaan Jhoot Jana
K Khushi Say Mar Na Jatay Agar Aitbar Hota
Ya Kahan Ki Dosti Hai K Banay Hain Dost Naseh
Koi Chara Saaz Hota Koi Gham Gusaar Hota
Ka Hon Kis Say Main K Kia Hai Shab-e-gham Ek Buri Bala Hai Hai
Mujhay Kia Bura Tha Marna Agar Eik Baar Hota
Howay Mar K Hum Jo Ruswa Howay Kion Na Gharq-e-darya
Na Kabhi Janza Uthta Na Kahin Mazar Hota
Ya Masayaal-e-tasawof Ya Tera Bian Ghalib
Tujhay Hum Wali Sumjhtay Jo Bada-e-khuwar Hota |
waaaaaaaaaaaaaaah
v nice  |