View Single Post
  #1  
Old 02-29-2008, 05:43 AM
Jaana's Avatar
Jaana Jaana is offline
SeRgOsHi
 
Join Date: Apr 2006
Location: SaaZ-E-DiL
Posts: 2,272

Country:

Tutorials: 0

My Mood:
Thanks: 0
Thanked 87 Times in 87 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 1405
Jaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond reputeJaana has a reputation beyond repute
Exclamation Din guzar gayaa aitabaar main

Din guzar gayaa aitabaar main


Din guzar gayaa aitabaar main

Raat kat gai intazaar main

Wo mazaa kahaan Wasl-E-Yaar main

Lutf jo milaa intazaar main

Un kii ik nazar kaam kar gai

Hosh ab kahaan hoshiyaar main

Mere Qabze main kaayenaat hai

Main hoon aap ke ikhtiyaar main

Aankh to uthii phuul kii taraf

Dil ulajh gayaa Husn-E-Khaar main

Tum se kyaa kahe.n kitane gam sahe

Ham ne bewafa tere pyaar main

Fikr-E-Aashiyaan har khizaam kii

Aashiyaan jalaa har bahaar main

Kis tarah ye Ghum bhuul jaaye ham

Wo judaa huaa is bahaar main


__________________
Reply With Quote