Her Kise Pai Aitabaar Na Karna!! | | <font color='#0000cc'>""He r Kisi Pai Aitabaar Na Kerna""
Her kisi pai aitabaar na kerna...
Youn khud ko bai-qarar na kerna...
Zindagi bhar tumhay rulayee ga...
Kisi ka intazaar na kerna..
Agger rona tu kush ankhoon sai...
Dukhoon ka ishtahaar na kerna...
Khushi ka ik pal bhi kafi hai...
Hazaar gum houn shomaar na kerna...
Mujhay khud per garoor ajyee...
Iss qadar mujh sai payar na kerna...
Tabeear her kisi ko nahi milti...
Khaboon pai aitabaar na kerna!!!!</font> |