Mein Waqt Hun Tareeq Ke Maathe Pay Likha Hun | | phookon se buja hun na mitane se mita hun
mein waqt hun tareeq ke maathe pay likha hun mein dhoop se bach kar nikal aaya toh hun leikin
ghirti hui deewar ke saaye mein khada hun aaye hain wahi ghar ko mere aag lagaane
mein gin ke charagoan mein lahu ban ke jala hun duniya hai ke phooloan ki khush aamed mein lagi hai
ek mein hun ke kaantoan mein lahu baant raha hun chun bhi liye har ek ne maqamaat nasheman
mein hun ke abhi shaq e chaman dhoond raha hun sab jashne charagaan ke tamashe mein lage hain
mein bujtey charagoan mein ki taraf dekh raha hun woh lash meri paon tale roand rahe hain
mein gin ko bachane ke liye qatal hua hun aanch aai kis par na Ali apni taraf se sulga hun saliqe se qarine se buja hun. ----Ali Ahmed Jaleeli. |