Jab Bhi Dekhaa Udaas Hi dekhaa.... | | Us Ko Har SHAAM Paas Hi Dekhaa...
Jab Bhi dekhaa udaas Hi Dekhaa...
Jab Bhi dekhaa Udaas ANKHOON Men...
Ik NASHAA Khaas Hi Dekhaa...
Ham Ko sab MOSMOON Ne Tarpaayaa...
Har samaan Us ko Raas Hi Dekhaa...
Soch Kar Hamm Ne Jo Kahaa Us Kaa...
Har LAFZ Be- Libaas Hi Dekhaa...
Us Ko Har Shaam Paas Hi Dekhaa...
Jab Bhi dekhaa Udaas Hi dekhaa...
---===Hafiz Muzaffar Mohsin===--- |