yaar k Gum ko ajab naqsh gari aati hai
poor poor ankh k manand bhari aati hai
be-tahaluq na humyain jaan k hum jante hain
kitna kuch jaan k yeh be-khabri aati hai
kiss qadar goodna purte hai lahoo se miti
hath gul jate hain tubb qooza Giri aati hai
kitna rukhte hain wo iss sher-e-khamosha ka khayal
rooz eak naoo gulaboo se bhari aati hai
zindgi kese basar ho ge k humko "Tabish"
sabar ata hai na ashifta Siri aati hai