Quote:
Originally Posted by smumair10 Jab Say Hatta Hai Khair Ke Rastey Say Aadmi
Jab Say Hatta Hai Khair Ke Rastey Say Aadmi
Ghabra Raha Hai Mot Ke Hamlaey Say Aadmi
Dehshat Zada Thay Pehley Andherey Say Aadmi
Abb Khof Khaa Raha Hai Ujaaley Say Aadmi
Kal Tak Data Huwa Tha Ye Auron Ke Saamney
Larzaan Hai Aaj Apney Hi Saaye Say Aadmi
Kehney Ko To Khalaon Say Aagey Chala Gaya
Nikla Na Khwahison Ke Jazeerey Say Aadmi
Darog-goi Ka Hai Iss Qadar Riwaaj
Kehta Hai Abb To Sach Bhi Isharey Say Aadmi…. |
<MARQUEE scrollAmount=5 width="100%">




</MARQUEE>