Quote:
Originally Posted by HijjAr Sabat e Behar e Jahaan Mein Apna Fqat Misaal e Habab Dekha Na jOsh Dekha Na ShOar Dekha Na mOaj Dekhii Na Aab Dekha hUmari AankhOn Nay Bhi TamaSha Ajab Ajab Intekhaab Dekha bUraii Dekhii Bahalaii Dekhii Azaab Dekha Sawaab Dekha Na Dil Hii ThehRa Na Aankh Jhapki Na Chain Paya Na Khwaab Aaya KHUDA Dikhaye Na DuShmanOn kO jO dOstii Mein Azaab Dekha jO Rah Mein Teray Aa Kay Baithay w Fikr e Deer o Hram Say ChOotay K Teray KOochay Kay SaakanOn Nay BehShat Mein Bhi Azaab Dekha SarOor e Aish o NiShat Kaisi Badal Gye Rang Hii Jahaan Kay Suna Na KaanOn Sey Tha jO hUm Nay wO Aankh Say InQalab Dekha jO tUjh Ko Paya tO Kuch Na Paya Yeh Haak-Daan hUm Nay Haak Paya jO tUjh Ko Dekha tO Kuch Na Dekha Tamam Aalam e Kharaab Dekha Shrab e Ghaflat Sey "DaGh" Ghash Thay Dikhaye Ghaflat Ney Kya TamaShay K sOtay Sotay jO ChOnk Uthay Magar kOii tUm Nay Khwaab Dekha |


bohat khubsurat........... ....