Labon Pe Harf Na Koi Sawal Rakhta Tha! | | Labon pe harf na koi sawal rakhta tha,
Kabi jazbaat main itna kamaal rakhta tha, Khabar kahan thi mujay he wo bhool jayega,
Ek ek cheez jo meri sambhaal rakhta tha, Bichartay waqt bazahir to kuch na bola tha,
Magar! nigah main so so sawaal rakhta tha, Wo muskura k bohat dair chupp raha jaisay,
Hansi ki aar main shayad malal rakhta tha, Suna hai log usay ab bohat satatay hain,
Jis aik shaks ka main bohat khayal rakhta tha...
__________________ Dont keep ur dreams in ur eyes, they may fall as tears. Keep them in your heart so that every heartbeat may remind you about your dream.. +92 332 3644755 |