ham ko dushman kii nigaaho.n se na dekhaa kiije | | ham ko dushman kii nigaaho.n se na dekhaa kiije </PRE> pyaar hii pyaar hai.n ham ham pe bharosaa kiije </PRE> chand yaado.n ke sivaa haath na kuchh aayegaa </PRE> is tarah umr-e-gurezaa.N kaa na piichhaa kiije</PRE> roshnii auro.n ke aa.Ngan me.n gavaaraa na sahii </PRE> kam se kam apane hii ghar me.n to ujaalaa kiije </PRE> kyaa Khabar kab vo chale aaye.nge milane ke liye </PRE> roz palako.n pe na_ii shamae.n jalaayaa kiije </PRE>
__________________ Nigaha-e- Ishq ka Ejab he Mashghala dekha Us-he ko dekhna chahy jisy be panah dekha
Last edited by jaide_aj; 11-06-2007 at 11:54 AM.
|