kitni aaziyat se us ne mujhy bholya hoga | | kitni aaziyat se us ne mujhy bholya hoga
meri yadoon ne usy khoob rulaya hoga
baat be baat yun hi aankh jo teri chalki hogi
us ne chehry ko bazoon main chupaya hoga
socha hoga us ne din main kai bar mujh ko
naam hateli per likh likh mera mitaya hoga
jahan mera ziker suna hoga us ne kisi se
us ki aankhoon main koi aansoon to aaya hoga
ho k nidhaal meri yadoon se tu ney jana
meri tasweer per sar apna tikaya hoga
raat k bhegny tak neednd na ai ho gi tujhy
tu ne takiye ko bhi bahoon main chupaya hoga
poocha ho ga jo kisi ne teri halat ka sabab
tu ne batoon main khoob usey chupaya hoga
__________________ Sara Shaher Hua Tha Jis k Jaanazay Main Shareek...
Tanhaiiyun k Khoof Se Wo Shaks Mar Gaya.... |