Re: Jaane Kyun Main Aaj Bhi Dua Karta Hoon Uski Khushi Ke Liye..!! | | Sache dil se pyar karte hain jo apne mehboob se woh yeh nahi kahte jaane kyon aaj bhi main yeh hi dua karta hoon uski khushi ke liye
yeh to sach hai ki koi marta nahi kisi ke liye is jahan mein aaj kal
lekin yeh bhi bata de ki sachha pyar bacha hai kahan is jahan mein
__________________ rukiye zara sa khud ko sambhaloon
aisa na ho kahin jaan ganwa loon
bas humko to aapka hai gham
apna kya hai rahen na rahe hum |