Bura Maan Gayi
Nazron se Nazrein milin to Bura Maan Gayi
Hum ne ankhon se ishara kiya to Bura Maan Gayi
Baat Baat pe Muskurana un ki Aadat thi
Zara Sa jo Hum ne Hansaya to Bura Maan Gayi
Humein Aazmane ki baat karte the aksar
Jab hum ne aazmaya to Bura Maan Gayi
PYAR mein Bewafai na karna wo kehti thi
issi Baat ko hum ne Dohraya to Bura Maan Gayi