Rakhta Tha Main Jis Main Khuwab Apnay
Woh Kanch Ka Gar Chatakh Gaya Tha
Hum Dono Ka Dukh Tha Aik Jaisa
Ehsaas Magar Judda Judda Tha
khoobsorat intekhaab hai allah ap ko mazeed hemmat dain k hame es tarah ki lovely poetry hamare sath share karte rahy Ameen