Quote:
Originally Posted by babar1 Khush rahe yaa bahut udaas rahe Khush rahe yaa bahut udaas rahe zindagii tere aas paas rahe chaand in badaliyon se niklegaa koi aayegaa dil ko aas rahe ham muhabbat ke phuul hain shaayad koi kantaa bhii aas paas rahe mere siine men is tarah bas jaa merii saanson men terii baas rahe aaj ham sab ke saath Khuub hanse aur phir der tak udaas rahe |
aaj ham sab ke saath Khuub hanse
aur phir der tak udaas rahe
Bohat He Acha likha he mujhe pasand aaye he ye Gazal .....Nice Sharing

__________________
Tade Talab De Sewa way Sanwal
Asaan Faqeren De Kol Keya hai.?
.................... ............