gehri si naeend sula do mujko | | gehri si naeend sula do mujko
ik naya khawab dikha do mujko
na pohanch paon mai chalte chalte
aisi manzil ka pata bata do mujko
zindage talakh hoye jati hai
ab na jeeny ki dua do mujko
yanhi kam hoge jalan ankhon ki
kuch zara or rula do mujko
jurm tu koye na sabit hoga
be gunahi ki hi saza do mujko
__________________ Hamaree Neend k Beemar Jisam Per Shab Baar Adhuraay Khwaab ky Kohraay Barastay Rehtay Hain........ |