ghaayal kiya jab apnno ne,to gairon se gilla kiya kerna | | ghaayal kiya jab apnno ne,to gairon se gilla kiya kerna
uthaye hain khanjer jab apno ne,to zindagi ki tammna kiya kerna
dil tha aik kanch ka gher ,so aakhir wo bhi toot gaya
qismat main likhye hain jab gum,to khuda se gila kiya kerna
tersti rahi zindagi bher jin sacchey rishton ke liye
jab unhon ne hi thukera diya, to garon se tawqo kiya kerna
jis ko samjha tha apna, jis ko banaya tha apna razdan
usssi ne jab dil toudr diya, to ghairr ko apna ker kiya kerna
muskerana jo bhool gaye hont ,to kiya hua
ghum ko bana liya hay apna, to muskera ke ab kiya kerna
__________________ [b]Tanhayiyon ne meri mujhse kaha hamesha...jab saath hai mera to kyu khoya sa rehta hai |