Kaha Maine !! | | kaha Maine..!!MuHabbat main kabhi socha nahi karte
Kaha Usne..!!buhat KhusshRang Dunya Ke nazaRe hain
Kaha Maine..!!Jab Tum Ho To Hum Kuch dekha nahi Karte
kaha Usne..!!Main Tum se Door Ho LaKin Tumhari hoo
kaha maine..!!saPne Dil ko bahlaya Nahi Karte
Kaha usne..!!Tumhari chaHt TumhIen RaswaIeYa Degi
Kaha maine..!!shohraT se GhaBraYa nahi karte
kaha Usne..!!samjh Jao..~~ samjh Jao Aye mere DOst...
kaha Maine..!!DewaNe Ko samjhaYa Nahi Karte...!!!....~~
Last edited by Asifa; 08-07-2007 at 08:04 AM.
|