bikhar rahi hai meri zaat...... | | bikhar rahi hai meri zaat us se kehna, kabhi mile to yahi baat us se kehna, wo sath tha to zamana tha HUMSAFAR mera, magar ab koi nai mere sath use kehna, us se kehna k bin uske din nahi kutta, sisk sisk k katti hai raat use kehna, usay pukaron k khud hi phunch jaon uske pass, nahi rahe wo halaat us se kehna, agar wo phr bhi na lotay to aay mehrban qasid, humari zeest k halaat use kehna, hr jeet uske nam kr rha hon main, main manta hon apni haar us se kehna, |