Koye mujh sa bhi dil jala hoga? | | Aaj phir un ka saamna ho ga
Kya pata us k baad kya ho ga Aasman ro raha hay do din say
Aap nay kuch kaha suna ho ga Do qadam par sahi tera koocha
Ye bhi sadiyon ka faasla ho ga Ghar jalta hay roshni k liyen
Koye mujh sa bhi dil jala hoga?
Last edited by msalman; 03-13-2007 at 09:22 AM.
|