aate aate mera naam sa rah gaya | | salam doston yeh meri phili post hai umid aap ko pasand ayegi. aate aate mera naam sa reh gayaa us ke honton pe kuch kaampta rah gayaa vo mere saamne hi gayaa aor main raaste ki tarah deakhta rah gayaa jhuuth vaale kahin se kahin badh gaye aor main thaa ke such boltaa rah gayaa aandhiyon ke iraade to achehhe na the yeh diyaa kaise jaltaa huaa rah gayaa. aate aate mere naam sa rah gyaa...........
__________________ zindagi soz-e-musalsal hi sahi uske pardey mein koi saaz to ho, Ufff yeh khamoshi-e-mehfil dil hi toote koi Aawaaz to ho......... |