Bara Kathan hai yeh Raasta, jo aasako to saath do
Yeh Zindagi ka fasla, mita sako to saath do
Baray Farieb khao gya, baray sitam uthao gay
yeh umr bhar ka saath hai, nibah sako to saath do
Jo tum kaho to yeh dil to kia mein jaan bhi karoon fida
Jo mein kahoon to ik nazar luta sako to saath do
Hazar imtehaan aur hazar aazmaishein
Hazar dukh, hazar gham utha sako to saath do
Yeh zindagi, yahan khushi ghamon ke saath saath hai
Rula sako to saath do; hansa sako to saath do.
<<*~^~*>>
O,,,,O
(")( '.' )(")
\ \> ' </ /
('"') ("")
<<*~^~*>> {{!^^t!@z}} <<*~^~*>>