
11-30-2006, 06:05 AM
|
 | ~ShoKh AuR ChaNcHaL~ | | | Join Date: Sep 2006 Location: Waadi -e- Nayaab
Posts: 6,954
Country: Tutorials:
0 My Mood: Thanks: 377
Thanked 92 Times in 83 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 601 | |
TUmhaRA nAAm LikH dOOn GhA...!!! | | samandar ki hawaon per tumhara naam likh doon gha main saahil per, main lehron per tumhara naam likh doon gha mehak uthay gha phir aangan mein, aangan k phoolon sey main jub aangan k phoolon per tumhara naam likh doon gha aasan naa ho gha meray haath mein jub karna paar kinaray ko main dariya k kinaro'n per tumhara naam likh doon gha khala main jaaon gha main ik din aur apnay haatho sey falak k sab sitaro per tumhara naam likh doon gha tumhara naam jo haatho pey qudrat nay nahin likha to main khud apnay haatho per tumhara naam likh doon gha dhanak ubhray ghi jub kabhi ik gehray sey badal per dhanak k saaray rango'n per tumhara naam likh doon gha...!!! uNiQuE sMiLe
__________________ ~`~ TwiNkLe TwiNkLe LiL' StaR ~`~  |