Quote:
Originally Posted by MEHTAB Buhat shukriya muhtarma k app ne is intekhab ko pasand kia Bass ji ham tu thora buhat apni jama ponji se nikal kar app logon se share karlete hain. Warna asal collection tu app k pass hay shayad app k pass tu koi umroo yaar ki zanbil hay k jis main se daily app itni umdah collection nikal kar lay atti hain |
apki zara nawazi hai mehtab warna app bi kuch kam nahi hai
