jab bhi aaya woh koi daastan choor gayya
Kia kahon har bar hi mujhay tu hairan choor gayya /mad
Main janta na tha muhabbat ki zubaan werna (l)
Woh to har lafz main chahat ka nishan choor gayya /ura
Dunia ki koi khushi na raas aa saki jissay /hang
Dunia kay leiy woh khushyon ka jahan choor gayya /sleeping
Koi yeh na pochay mujh say woh kaun hai kahan hai /buribat
Koi yeh battay keh woh mujh ko kahan choor gayya /sad
Ussay samajhnay kay leiy mujhay sadyyan lagain shayyad

s
Woh kuch iss tarha say appni pehchaan choor gayya /realy
abb ki dafaa Munir woh bichhra kuch iss adaa say
Har aik haqiqat pay khaboon ka gumaan choor gayya /comp