Re: Ghazal - Kal socheN ge | | Tuut gaya dil yaaro ik din
Ab kyuuN tuuta kal socheN ge
Zehen kahe kuch kal ki socho
Dil hai kehta, kal socheN ge Bohat khoob Praveen sahib... kya kehnay.. agar ye aap ka intekhaab hai to umdaah hai .. aur agar ye aap ki apni kawish hai to yaqeen janiye bohat umdah hai ... Share kernay ka Behad Shukria.. @};- wafa aur dua ke saath
withlove @};-
__________________ .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN....... |