Kabhi aanso kabhi | | Kabhi Aanso Kabhi Kushboo Kabhi Nagma Bankar
Hamse Har Shaam Mili Hai Tere Chehara Bankar
Chand Nikala Hai Teri Aankh Ke Aansoo Ki Tarah
Phool Mehake Hain Teri Zulf Ka Saaya Bankar
Dil Ke Kagaaz Pe Utar_ta Hai Tu Sheron Ki Tarah
Mere Honton Pe Chamakta Hai Tu Nagma Bankar
Mere Kya Haal Hai Yeh Aake Kabhi Dekh Toh Le
Jee Raha Hon Tera Bhoola Hua Vaada Bankar
__________________ Aansu jo beh rahey hein inhein behne do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehne do
Bohoot bewafa ho tum, yeh hum ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apne tak hi rehney do! |