It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on vo firaaq aur wo visaal kahaa.N within the Ghalib forums, part of the Poet - F to J category; vo firaaq aur wo visaal kahaa.N vo shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaa.N fursat-e-kaarobaar-e-shauq kise zauq-e-nazzaaraa-e-jamaal kahaa.N dil tao dil vo dimaaG bhii na ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| vo firaaq aur wo visaal kahaa.N vo shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaa.N fursat-e-kaarobaar-e-shauq kise zauq-e-nazzaaraa-e-jamaal kahaa.N dil tao dil vo dimaaG bhii na rahaa shor-e-saudaa-e-Khat-o-Khaal kahaa.N thii woh ik shakhs ke tasavvur sei ab woh raa.Nnaaii-e-Khayaal kahaa.N aisaa aasaa.N nahii.n lahuu ronaa dil me.n taaqat jigar me.n haal kahaa.N hamase chuuTaa qimaar_Khaanaa-e-ishq vaa.N jo jaaye.N girah me.n maal kahaa.N fikr-e-duniyaa me.n sar khapaataa huu.N mai.n kahaa.N aur ye vabaal kahaa.N muzamahil ho gaye quvaa 'Ghalib' woh anaasir me.n aitadaal kahaa.N |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| firaaq, visaal, kahaan |
| Thread Tools | |
| |