It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on sataish gar hay zahid is qad'r , jis baagh_e rizwaa.n ka within the Ghalib forums, part of the Poet - F to J category; sataish gar hay zahid is qad'r , jis baagh_e rizwaa.n ka wo ik guldasta hay hum bekhudoo.n k taaq_e nisiyaa.n ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| sataish gar hay zahid is qad'r , jis baagh_e rizwaa.n ka wo ik guldasta hay hum bekhudoo.n k taaq_e nisiyaa.n ka baya.n kya kejeye, bedaad_ kawish hi mushgaa.n ka k har ik qatra khoo.n dana hay tasbeh_e marjaa.n ka na Aai sitwat_e qatil bhi mane' merey naloo.n ko lya dantoo.n main jo tinka, howa resha naistaa.n ka dikhaoo.n ga tamasha, di agar fursat zaamane ney mera har daagh_e dill ik tukhm hay, sarv_e charaghaa.n ka kiya aaina khane ka wo naqsha terey jalwe nay karey jo per to_e khursheed_e alam, shabnamistaa.n ka meri tameer sey muzmir hay ik sourat kharabi ki hayola barq_e khirman ka hay, khoon_e garm dehqaa.n ka uga hay ghar main har so sabza, weerani tamasha kar madarab khodne per ghaas k hay merey darbaa.n ka khamoshi main nihaa.n khoo.n gushta lakhoo.n Aarzoai,n hain charagh_e murda hon main bezabaa.n gor_e ghareebaa.n ka hanooz ik perav_e naqsh_e khayyal_e yaar baaqi hay dill_e afsurda goya hujra hay Yousuf k zindaa.n ka baghal main ghair ki aap aaj soe hain kahee.n warna sabab kya khwaab main Aa kar tabassum hi pinhaa.n ka nahi maloom kis kis ka laho paani howa ho ga qayamat hay, sarishk Aaloda hona teri mushgaa.n ka nazar main hay humari jada_e raah_e fana Ghalib k ye sheraza hay alam k ajzaa_e pareshaa.n ka
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#3
| |||||
| |||||
3 ...............
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| :flower3:flower3:flo wer3 |
|
#5
| |||||
| |||||
3 BOHAT KHOOB DEAR 3 |
|
#6
| |||||
| |||||
AOA, THANK YOU................. ...![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#7
| |||||
| |||||
| very nice ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| great...............
__________________ |