police aur mushahera | | mushaayaron mainn police vaalon kii 'duty' lagatii hai aur vo ghar jaatey jaatey Khud shaayar ban jaate hain. Is mauzuu par ek sher................ .... raftaa raftaa har police vaaley ko shaayar kar diyaa mahafil-e-sher-o-suKhan main bhaijh kar sarakaar nai ek qaidii subah ko phaaNsii lagaa kar mar gayaa raat bhar Gazalen sunayin us ko thaanedaar nai |